BGMI Unban कब होगा ? BGMI Ban in India News | आखिर क्यों Ban होगया BGMI

Image taken from Net_Mechanics


• BGMI Unban kab hoga

• BGMI ban news today

• BGMI ban in India

• BGMI has Chinese partners?


Namaskar doston swagat hai aap sabhi ka aaj ke is naye artical mein आज main aapko batane wala hun aakhir ऐसी kya कारण se Hindustan ka sabse chahita game kyon BGMI kyu bann hua ? Aur hua toh unban kab hoga. Is samay Hindustan mein har ek bacche ke man mein yahi sawal hai bilkul dhyan se padhiyega yahan per maine aapko sabhi chij bata diya hai किन-किन karnon se BGMI ko bann kiya gaya hai aur yah ban kitne samay tak rahega.


To jaisa ki agar aap regular news dekhte ho toh aapko yah तो pata hi होगा ki aaj se theek 2 साल pahle 2nd September 2020 ko humare government द्वारा desh me PUBG Mobile ko Officially banned krdiya gaya tha kyuki pubg mobile ek Chinese company ki game thi aur yeh सब ' Anti-China ' security concern ko मुद्दे najar rakhte hue किया गया था । Theek usi tarah is bar BGMI ko Google Play Store se hata diya gaya hai yah बोलकर ki kisi security purpose ki jaanch ho rahi hai halanki 3 dinon तक koi भी official statement nahin aaya tha lekin ab Krafton ne officially announce kar दिया hai.


Toh jaisa ki aap yaha dekh sakte hai yeh tha Krafton ke taraf se official statement jisme inhone bhi yahi kaha ki User Privacy protect ko yeh log apne sabse pehle priority dete hai aur bahut jald Krafton authorities se baat krke sare issues solved krdenge. 


Per baat Keval itne hi nahin hai government ne ise abhi tak officially ban नहीं kiya hai बस Google Play Store se hata diya गया hai temporary because unhone BGMI servers me directly तथा indirectly china ke कुछ company यों se contact karte hue jisse यह sabit hota hai ki is game ke bhi Chinese company se connection hai jis वजह Se hamare देश ke authority ne ise filhal ke liye रद्द kar diya hai ab Jaise kuchh pata chalta hai Ya Krafton ke taraf se koi metting baithege toh aap sabhi ko inform kar diya jaega. Ab aapki kya raaye hai es bare me kya sach me BGMI ke koi hidden Chinese partners hai ? Ya yeh bs koi afwah hai.


Lekin aapko Bata de BGMI aur PUBG Mobile se jude YouTube par aise Kaye channels hai jinhe 'Tencent' ke taraf se copyright strike mile hai. Isase yah to sabit ho jata hai ki BGMI ke kuchh shares China mein bhi hai jis वजह Se government ne filhal ke liye ise Google Play Store se hata दिया hai ab is per jaanch ho rahi hai aur Jaise hi कुछ pata chalta hai aapko update kar diya jaega hamare artical को padhakar apna kimati samay dene ke liye धनयवाद।

0 Response to "BGMI Unban कब होगा ? BGMI Ban in India News | आखिर क्यों Ban होगया BGMI "

Post a Comment

Article Top Ads

Central Ads Article 1

Middle Ads Article 2

Article Bottom Ads